fbpx
Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman AbadanMaula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan

Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan Naat Lyrics Download Free and Naat Lyrics in Urdu of Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan Naat are provided in Three Languages. Waseem Ahmed performs Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan Naat with his renowned, melodic voice, which is adored by millions of listeners worldwide. In order for you to sync with the Naat lyrics, I’ve also embedded the YouTube video following the Best Naat lyrics.

Find The Lyrics to Your Favourite Naat Collection in Many Languages.



Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan Naat Lyrics

Naat NameMaula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan
ReciteGroup
Writer Unknown
Producer Unknown
Recorded Unknown
Category Naat
Released DateFeb 5, 2012

Naat Lyrics and Translate Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan

Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan Ala Habibika Khairil Khalki Kullimi Saher ka Wakt tha Masum kaliyan Muskurati thi Hawaein Khair-Makhdam ke tarane gungunati thi Abhi Jibril bhi Utre na the Kaabe ke Mimbar se Ke Itne mein Sada aayi hai Abdullah ke Ghar se Mubarak ho Shahe Har do sara Tashrif le aaye Mubarak ho Muhammad Mustafa Tashrif le aaye Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan Ala Habibika Khairil Khalki Kullimi Muhammadun Sayyidun Kawnayni wa Sakalayni Muhammadun Sayyidun Kawnayni wa Sakalayni Wal Farikayni Min Arabiwwa Min Ajami Na koi Aap jaisa hai na koi Aap jaisa tha Koi Yusuf se puchhe Mustafa ka husn kaisa tha Zameenon Aasman mein koi bhi misal na mili Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan Ala Habibika Khairil Khalki Kullimi Durud Unpar Salam Unpar yahi kehna Khuda ka hai Khuda ke baad jo hai Martaba Salle Ala ka hai Wahi Sardar Aalam hai Wahi Ghamkhware Ummat hai Wahi to Hashr ke maidan mein sabki shafa’at hai Shafa’at ke liye sabki nazar Un par lagi hogi Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan Ala Habibika Khairil Khalki Kullimi Salam Un par ke Jisne bekason ki Dastagiri ki Salam Un pae ke Jisne Badshahi mein Fakiri ki Salam Un par ke Jiske Ghar na chandi thi na sona tha Salam Un par ke tuta boriya Jiska bichhona tha Salam Aye Aamena ke Laal Aye Mehbube Sub’hani Salam Aye Fakhre Maujudat Fakhre No-e-Insani Teri Surat Teri Sirat Tera Naksha Tera Chalna Tabassum Guftagu Banda Nawazi Khalkate Shani Tera Dar ho Mera sar ho Mera Dil ho Tera Ghar ho Tamanna Mukhtasar si hai magar Tamhid Tumhani Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan Ala Habibika Khairil Khalki Kullimi

Read More: Haale Dil kis ko Sunae Lyrics

Read More: 12 Rabi Ul Awal

Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan Naat Lyrics PDF Download

Muhammad mustafa aye bahar andar bahar aaye Naat Lyrics in Urdu
Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan Naat Lyrics

Who wrote the Naat of “Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadanu?

written the Naat Lyrics of “Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan”.

Who is the Recite Naat of “Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan”?

( –)Recite Naat of “Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan”

Who Campany Release Naat “Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan”?

First (PTV) Release Naat “Maula Ya Salli wa Sallim Daeeman Abadan”