Faslon Ko Takalluf Naat Lyrics Download Free and Naat Lyrics of Faslon Ko Takalluf Naat are provided in Three Languages. Waheed Zafar performs Faslon Ko Takalluf Naat with his renowned, melodic voice, which is adored by millions of listeners worldwide. In order for you to sync with the Naat lyrics, I’ve also embedded the YouTube video following the Best Naat lyrics.
Find The Lyrics to Your Favourite Naat Collection in Many Languages.
Faslon Ko Takalluf Naat Lyrics
Naat Name | Faslon Ko Takalluf |
Recite | Waheed Zafar |
Writer | Unknown |
Producer | Unknown |
Recorded | Unknown |
Category | Naat |
Released Date | May 17, 2010 |
Naat Lyrics and Translate Faslon Ko Takalluf
Faslon ko takalluf hai hum se agar,
hum bhi bebas nahin besahara nahi.
Khud unhi ko pukarengey hum door say
Raaste mein agar paon thak jayengay.
Hum Madinay mein tanha nikal jayengey,
Aur galiyon mein kus dun batak jayengey.
Hum wahan jakey wapas nahin ayengay.
Dhoondtay dhoondte loog thak jayengey.
Jaise hi sabz Gumbad nazar ayega,
Bandagi ka kareena badal jaye ga.
Sar jhukane ki fursat milay gi kisey.
Khud hi palkon say sajdey tapak jayengey.
Naam e Aaka jahan bhi liya jayega,
Zikr unka jahan bhi kiya jayega.
Noor hi noor seeno mein bhar jayega,
Sari mehfil mein jalwe lapak jayegey.
Aie Madinay kay zahir KHuda ke liye,
Dastaan e safar mujko yoon mat suna.
Baat bhar jayegi dil tarap jayega,
Meray mohtat ansoo chalak jayegay.
Unki chashme karam ko hai iski khabar,
Kis musafir ko hai kitna shaukey safar.
Humko Iqbal jab bhi ijazat mili,
Hum bhi Aaqa kay darbar tak jayegeney.
Faslon ko takalluf hai hum se agar,
hum bhi bebas nahin besahara nahi.
Khud unhi ko pukarengey hum door se
Raaste mein agar paon tak jayengey
Faslon ko takalluf hai hum se agar,
hum bhi bebas nahin besahara nahi
Read More: Haale Dil kis ko Sunae Lyrics
Read More: 12 Rabi Ul Awal
Faslon Ko Takalluf Naat Lyrics in Urdu PDF Download
Who wrote the Naat of “Faslon Ko Takalluf ?
written the Naat Lyrics of “Faslon Ko Takalluf”.
Who is the Recite Naat of “Faslon Ko Takalluf”?
( Waheed Zafar)Recite Naat of “Faslon Ko Takalluf”
Who Campany Release Naat “Faslon Ko Takalluf”?
First (PTV) Release Naat “Faslon Ko Takalluf”