fbpx
Dar-e-nabi par naat lyrics in urduDar-e-nabi par naat lyrics in urdu

Dar e Nabi Par Pada Rahunga Naat Lyrics Download Free and Naat Lyrics in Roman Urdu of Dar-E-Nabi Par lyrics Naat are provided in Three Languages.  Mehmood Ul Hassan Ashrafi performs Dar-E-Nabi Par Naat with his renowned, melodic voice, which is adored by millions of listeners worldwide. In order for you to sync with the Naat lyrics, I’ve also embedded the YouTube video following the Best Naat lyrics.

Find The Lyrics to Your Favourite Naat Collection in Many Languages.



Dar-E-Nabi Par Naat Lyrics

Naat NameDar e Nabi Par Pada Rahunga Naat Lyrics
ReciteZulfiqar Ali Hussaini
Writer Unknown
Producer Unknown
Recorded Unknown
Category Naat
Released DateJan 8, 2016

Naat Lyrics and Translate in Roman Urdu Dar e Nabi Par Pada Rahunga

Dar E Nabi Par Para Rahun Ga
Pare Hi Rehne Se Kam Ho Ga
Kabhi To Kismat Khule Gi Meri
Kabhi To Mera Sallam Ho Ga
Khilaf E Mehboob Kuch Hua Hai
Na Koi Ashiq Se Kam Hoga
Khuda Bhi Hoga Udhar Hi Aey Dil
Jidhar Wo Ali Makam Hoga
Kabhi To Kismet Khule Gi Meri
Kabhi To Mera Sallam Ho Ga
Kiye Hi Jaoun Ga Arz Mutlab
Mile Ga Jab Tak Na Dil Ka Mutlab
Na Sham E Mutlab Ki Subha Hogi
Na Ye Fasana Tamam Hoga
Kabhi To Kismet Khule Gi Meri
Kabhi To Mera Sallam Ho Ga
Dar E Nabi Par Para Rahun Ga
Pare Hi Rehne Se Kam Ho Ga
Jo Dil Se Hai Mayil E Paiyambar
Ye Iski Pehchan Hai Mukarrar
Ke Har Dam Iss Be Nawa Ke Lab Par
Durood Hoga, Sallam Ho Ga
Kabhi To Kismet Khule Gi Meri
Kabhi To Mera Sallam Ho Ga
Isi Tawakka Pe Jee Raha Hun
Yehi Tamanna Jila Rahi Hai
Nigah E Lutfo Karam Na Ho Gi
To Mujh Ko Jeena Haram Hoga
Dar E Nabi Par Para Rahun Ga
Pare Hi Rehne Se Kam Ho Ga
Kabhi To Kismet Khule Gi Meri
Kabhi To Mera Sallam Hoga

Read More: Haale Dil kis ko Sunae Lyrics

Read More: 12 Rabi Ul Awal

Dar e Nabi Par Pada Rahunga Naat Lyrics in Roman Urdu PDF Download

Muhammad mustafa aye bahar andar bahar aaye Naat Lyrics in Urdu
Dar-E-Nabi Par Naat Lyrics in Roman Urdu

Who wrote the Naat of “Dar-E-Nabi Par” Naat Sharif?

() written the Naat Lyrics of “Dar-E-Nabi Par”.

Who is the Recite Naat of “Dar-E-Nabi Par”?

( Zulfiqar Ali Hussaini  )Recite Naat of “Dar-E-Nabi Par”

Who Campany Release Naat “Dar-E-Nabi Par”?

First Release Naat “Dar-E-Nabi Par”