fbpx
Allah Huma Sale Ala Naat LyricsAllah Huma Sale Ala Naat Lyrics

Allah Huma Sale Ala Naat Lyrics Download Free and Naat Lyrics of Allah Huma Sale Ala Naat are provided in Three Languages. Alhajj Muhammad Owais Raza Qadri performs Allah Huma Sale Ala Naat with his renowned, melodic voice, which is adored by millions of listeners worldwide. In order for you to sync with the Naat lyrics, I’ve also embedded the YouTube video following the Best Naat lyrics.

Find The Lyrics to Your Favourite Naat Collection in Many Languages.Zahe Muqaddar Naat Lyrics

Naat NameAllah Huma Sale Ala
ReciteAlhajj Muhammad Owais Raza Qadri
Writer Unknown
Producer Unknown
Recorded Unknown
Category Naat
Released DateJul 9, 2015

Naat Lyrics and Translate in Urdu Allah Huma Sale Ala

Allahumma Salle Ala Sayyidina
Wa Maulana Muhammadin
Wa Ala Aalihi Wa ASahbihi
Wa Barik Wa Sallim
Sabse Ula Wa Aala Hamara Nabi
Sabse Bala Wa Wala Hamara Nabi
Apne Maula Ka Pyara Hamara Nabi
Donon Aalam Ka Dulha Hamara Nabi
Allahumma Salle Ala Sayyidina
Wa Maulana Muhammadin
Wa Ala Aalihi Wa ASahbihi
Wa Barik Wa Sallim
Lakhon Aaye Yahan Aur Lakhon Gaye
Unche Unche Shahenshah Yaha Na Rahe
Kitne Diye Jale Jalke Fir Buj Gaye
Kya Khabar Kitne Taare Khile Chhup Gaye
Par Na Dube Na Duba Hamara Nabi
Allahumma Salle Ala Sayyidina
Wa Maulana Muhammadin
Wa Ala Aalihi Wa ASahbihi
Wa Barik Wa Sallim
Jinke Talwon Ka Dhowan Hai Aabe Hayat
Hai Wo Jaane Masiha Hamara Nabi
Khalk Se Auliya Auliya Se Rusool
Aur Rasoolon Se Aala Hamara Nabi
Kaun Deta Hai Dene Ko Munh Chahiye
Dene Wala Hai Saccha Hamara Nabi
Ghamzadon Ko Raza Muzda Dijiye Ke Hein
Bekason Ka Sahara Hamara Nabi
Allahumma Salle Ala Sayidina
Wa Maulana Muhammadin
Wa Ala Aalihi Wa ASahbihi
Wa Barik Wa Sallim
Jab Husna Tha Unka Jalwanuma
Anwaar Ka Aalam Kya Hoga
Har Koi Fida Hai Bin Dekhe
Deedar Ka Aalam Kya Hoga
Kadmon Mein Jabee Ko Rehme Do
Chehre Ka Tasawwur Mushkil Hai
Jab Chand Se Badh Kar Aedi Hai
To Rukhsar Ka Aalam Kya Hoga
Allahumma Salle Ala Sayyidina
Wa Maulana Muhammadin
Wa Ala Aalihi Wa ASahbihi
Wa Barik Wa Sallim
Fazle Rabbul Ula Aur Kya Chahiye
Mil Gaye Mustafa Aur Kya Chahiye
Damane Mustafa Jinke Hathon Mein Hai
Unko Roze Jaza Aur Kya Chahiye
Hamko Apni Gulami Ki Dede Sanad
Bas Yahi Izzato Martaba Chahiye
Bharke Jholi Meri Mere Sarkar Ne
Muskura Kar Kaha Aur Kya Chahiye
Allahumma Salle Ala Sayidina
Wa Maulana Muhammadin
Wa Ala Aalihi Wa ASahbihi
Wa Barik Wa Sallim
Mukh Chand Badar Sha Shani Aye
Matthe Chamakdi Laat Noorani Aye
Kali Zulf Te Akh Mastani Aye
Makhmoor Akhihin Madh-Bhariyan
Is Surat Nu Mein Jaanakhan
Jaanakhan Ke Jaan Jahanakhan
Sach Aakhan Te Rab Di Nishan Aakhan
Jis Shan Ko Shana Sab Badhiyan
Sub’han Allah Ma-Ajmal-Ka
Ma-Ahsanaka Ma-Akmal Ka
Kitthe Mehre Ali Kitthe Teri Sana
Mushtak Akhiyan Kitthe Janiyan
Allahumma Salle Ala Sayyidina
Wa Maulana Muhammadin
Wa Ala Aalihi Wa ASahbihi
Wa Barik Wa Sallim

Read More: Haale Dil kis ko Sunae Lyrics

Read More: 12 Rabi Ul Awal

Allah Huma Sale Ala Naat Lyrics PDF Download

Muhammad mustafa aye bahar andar bahar aaye Naat Lyrics in Urdu
Allah Huma Sale Ala Naat Lyrics

Who wrote the Naat of “Allah Huma Sale Ala”?

written the Naat Lyrics of “Allah Huma Sale Ala”.

Who is the Recite Naat of “Allah Huma Sale Ala”?

(Alhajj Muhammad Owais Raza Qadri)Recite Naat of “Allah Huma Sale Ala”

Who Campany Release Naat “Allah Huma Sale Ala”?

First (Hi-Tech Islamic Naat) Release Naat “Allah Huma Sale Ala”