Peer Naseer Ud Din Naseer Tasveer E Sitam Lyrics Tasveer E Sitam تصویرِ ستم with Lyrics and Video in punjabi got fame with voice of famous sami kanwal on Fsee production.Tasveer E Sitam تصویرِ ستم Kalam in punjabi can be listened, read and share to others. Lyrics of Tasveer E Sitam تصویرِ ستمare also available on FseeProduction.com and many other sufi kalam & naats with lyrics are also available here
Table of Contents
hide
Find The Lyrics to Your Favourite Naat Collection in Many Languages.
Peer naseer ud din naseer Tasveer E Sitam Lyrics
Kalam Name | Tasveer E Sitam |
Singer | Sami Kanwal |
Writer | Peer naseer ud din naseer |
Producer | Faisal Ashraf Ch |
Composition | Fsee Production |
LABEL | Fsee Production |
Released Date | January 15,2023 On Youtube |
Tasveer E Sitam Lyrics in Roman Urdu
Khak-e-Paa Unki Jahan Bhi Kahin Payi Jaye,
Dil Ye Kahta Hai Ke Aankhon Se Lagai Jaye
Unki Tasveer-e-Sitam Kyon Na Dikhai Jaye,
Manzar-e-Aam Pe Ye Shakl Bhi Layi Jaye
Sholay Uthte Hain Agar Dil Mein, Na Aansoo Roko,
Aag Lag Jaye To Lazim Hai Bujhayi Jaye
Ik Nazar Deed Ki Taufeeq Aata Ho Hum Ko,
Kuch Na Kuch Husn Ki Khairat Lutayi Jaye
Guftgu Sheesha-o-Saghar Ki Abas Hai Saaqi !
Hum Wo Peete Hain Jo Aañkhoñ Se Pilayi Jaye
Baarha Kah To Chuke Tum Se Kahani Dil Ki,
Kya Zaroori Hai Ke Tahreer Mein Lai Jaye
Aap Kyoñ Dil Ki Tamanaoñ Ko Paamal Kareñ,
Raaegaañ Kyon Kisi Bekas Ki Kamayi Jaye
Husn Kya Shay Hai, Ada Kya Hai, Wo Khud Kaise Hain,
Baat Khul Jaayegi,Tasveer Banayi Jaye
Qais-o-Farhad Ke Afsanoñ Mein Kya Rakha Hai,
Dastañ Meri Mujhi Ko Na Sunayi Jaye
Mujh Se Kahta Hai NASEER Ab Ke Baras Josh-e-Junooñ,
Kam Se Kam, Khaak Bayabañ Ki Udayi Jaye
Read More: Haale Dil kis ko Sunae Lyrics
Read More: 12 Rabi Ul Awal
Peer naseer ud din naseer Tasveer E Sitam Lyrics PDF Download
Who wrote the Kalam of “Tasveer E Sitam?
Peer Nasser written the kalam Lyrics of “Tasveer E Sitam”.
Who is the singer of “Tasveer E Sitam”?
Sami Kanwal is the singer of “Tasveer E Sitam”
Who Campany Release Kalam “Tasveer E Sitamr”?
Fsee Production is release “Tasveer E Sitam”