Liya jab Se Maine Naam e Muhammad Bada Lutf Aaya Sawere Sawere Naat Lyrics Download Free and Naat Lyrics in Roman Urdu of Bada Lutf Aaya Sawere Sawere lyrics Naat are provided in Two Languages. Sami Kanwal performs bara Lutf Aaya Savere Savere Naat with his renowned, melodic voice, which is adored by millions of listeners worldwide. In order for you to sync with the Naat lyrics, I’ve also embedded the YouTube video following the Best Naat lyrics.
Naat Lyrics and Translate Liya Jab Se Maine Naam e Muhammad
Liya jab se Meine Ye Naam e Muhammad Bada lutf aaya Sawere Sawere Ibaadat ka sauda andhere andhere Munaafa kamaaya Sawere Sawere Andhere mein dil ke Charage Muhabbat Ye kis ne jalaaya Sawere Sawere Liya jab se Meine Ye Naam e Muhammad Aqidat ki manzil ka bas raaz ye hai Isha ke wuzu se ada ho Sahar bhi Ibaadat ka sauda andhere andhere Munaafa kamaaya Sawere Sawere Khuda ki qasam Ye hakeekat hai sehra Liya jab se Meine Ye Naam e Muhammad Ke be-noor aankhon mein bhi noor chamka Tere sabz gumbad ko Suraj ki kirnon Ne jab jagmagaaya Sawere Sawere Khayale Madina mein nind aa gayi jab Liya jab se Meine Ye Naam e Muhammad Karaar aa gaya be karari ko Meri Kiye sabz gumbad ke Meine nazaare Bada lutf aaya Sawere Sawere mein be chain dil ko liye aa raha tha Liya jab se Meine Ye Naam e Muhammad sakoo mil gaya, dar pay anay se pehlay chalo chal ke mango Mohammad ka sadqa ke jholi bhari hai saweray saweray namazain parhay ja Azanai diye ja shab o roz sajdon pay sjday kiye ja Liya jab se Meine Ye Naam e Muhammad namazain isi ki Azanai usi ki jis ne jagaya saweray saweray Ibaadat kiye jaa Namazein pade ja Shabo Roz sajdon pe Sajde kiye ja Ibaadat Usi ki Namazien Usi ki Jise Panjatan ka garaana mila hai Liya jab se Meine Ye Naam e Muhammad Madine ke Jalwe Madine ki raatein Hamein Aye Khudaya dikha jaldi jaldi Tadapte hein Din raat jo huzuri ko Unhein Aye Khudaaya bula jaldi jaldi Liya jab se Meine Ye Naam e Muhammad Wo Roze ka manzar wo Mehrabo Mimbar Wo jannat ki kyari badi pyari pyari Jahaan par lagi Mere aaqa ki taliyaan Wo galiyan Hamein bhi dikha jaldi jaldi Liya jab se Meine Ye Naam e Muhammad Jinhein sunke karte the Iftaro Sehri Sabhi Maahe Ramzaan mein Usshake Nabawi Jinhe sunke hota hai Ek kayf taari Hamein wo Azaanein suna jaldi jaldi Liya jab se Meine Ye Naam e Muhammad Qayamat ka ek din mu-ayyan hai lekin Hamaare liye har nafas hai qayamat Madine se ham jaan nisaron ki doori Qayamat nahin hai to fir aur kya hai Liya jab se Meine Ye Naam e Muhammad Kahaan mein kahaan Ye madine ki galiyan Ye Qismat nahin hai to fir aur kya hai Jahaan Roza e Paake Khairul wara hai Wo jannat nahin hai to fir aur kya hai Liya jab se Meine Ye Naam e Muhammad Muhammad ki azmat ko kya puchhte ho Wo Sahibe kaaba kausayn thehre Sare Hashr aaqa ki mehmaan nawazi Ye azmat nahin hai to fir aur kya hai
Find The Lyrics to Your Favourite Naat Collection in Many Languages.
Liya Jab Se Maine Naam e Muhammad Naat Lyrics
Naat Name | Liya Jab Se Maine Naam e Muhammad |
Recite | Sami Kanwal |
Writer | Unknown |
Producer | Faisal Ashraf Ch |
Recorded | Fsee Studio |
Category | Naat |
Released Date | Sep 4, 2021 |
Liya Jab Se Maine Naam e Muhammad Famous Naat
The lyrics to “liya jab se maine naam e Muhammad” by Sami Kanwal, who is widely considered to be one of the best singers in Urdu, helped catapult it to prominence. To whoever’s ear you may call, “liya jab se maine naam e Muhammad” The naat in the Roman Urdu language is available for listening, downloading, reading, and spreading. You can find the words to liya jab se maine naam e Muhammad and many other naats on naatkhawan.com. Sami Kanwal pays homage to the Holy Prophet Muhammad (P.B.U.H. ), asking for pardon from their sins and seeking a blessing as a reward. Sami Kanwal’s smooth, melodious voice graces this studio recording of a naat.
Read More: Haale Dil kis ko Sunae Lyrics
Read More: 12 Rabi Ul Awal
Liya Jab Se Maine Naam e Muhammad Naat Urdu PDF Download
Who wrote the Naat of “Liya Jab Se Maine Naam e Muhammad?
() written the Naat Lyrics of “Liya Jab Se Maine Naam e Muhammad ”.
Who is the Recite Naat of “Liya Jab Se Maine Naam e Muhammad ”?
Sami Kanwal Recite Naat of “Liya Jab Se Maine Naam e Muhammad ”
Who Campany Release Naat “Liya Jab Se Maine Naam e Muhammad ”?
(Islamic Fsee Production) Release Naat “Liya Jab Se Maine Naam e Muhammad ”