Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics Download Free and Naat Lyrics in Roman Urdu of Faslon Ko Takalluf Hai Lyrics Naat are provided in Three Languages. Qari Waheed Zafar Qasmi performs Faslon Ko Takalluf Hai Naat with his renowned, melodic voice, which is adored by millions of listeners worldwide. In order for you to sync with the lyrics, I’ve also embedded the YouTube video following the lyrics.
Find The Lyrics to Your Favourite Naat Collection in Many Languages.
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Naat Lyrics
Naat Name | Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar |
Recite | Qari Waheed Zafar Qasm |
Writer | Iqbal Azeem |
Producer | Oriental Star Agencies |
Recorded | Unknown |
Category | Naat |
Released Date | Jan 3, 1992 |
Naat Lyrics and Translate in Roman Urdu Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar
Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar
Hum Bhi Bebas Nahin Besahara Nahi
Khud Unhi Ko Pukarengey Hum Door Say
Raaste Mein Agar Paon Thak Jayengay
Hum Madinay Mein Tanha Nikal Jayengey
Aur Galiyon Mein Kus Dun Batak Jayengey
Hum Wahan Jakey Wapas Nahin Ayengay
Dhoondtay Dhoondte Loog Thak Jayengey
Jaise Hi Sabz Gumbad Nazar Ayega
Bandagi Ka Kareena Badal Jaye Ga
Sar Jhukane Ki Fursat Milay Gi Kisey
Khud Hi Palkon Say Sajdey Tapak Jayengey
Naam E Aaka Jahan Bhi Liya Jayega
Zikr Unka Jahan Bhi Kiya Jayega
Noor Hi Noor Seeno Mein Bhar Jayega
Sari Mehfil Mein Jalwe Lapak Jayegey
Aie Madinay Kay Zahir Khuda Ke Liye
Dastaan E Safar Mujko Yoon Mat Suna
Baat Bhar Jayegi Dil Tarap Jayega
Meray Mohtat Ansoo Chalak Jayegay
Unki Chashme Karam Ko Hai Iski Khabar
Kis Musafir Ko Hai Kitna Shaukey Safar
Humko Iqbal Jab Bhi Ijazat Mili
Hum Bhi Aaqa Kay Darbar Tak Jayegeney
Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar
Hum Bhi Bebas Nahin Besahara Nahi
Khud Unhi Ko Pukarengey Hum Door Se
Raaste Mein Agar Paon Tak Jayengey
Read More: Haale Dil kis ko Sunae Lyrics
Read More: 12 Rabi Ul Awal
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Naat Lyrics in Roman Urdu PDF Download
Who wrote the Naat of “Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar” Naat Sharif?
() written the Naat Lyrics of “Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar”.
Who is the Recite Naat of “Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar”?
Muhammad Zaheer Recite Naat of “Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar”
Who Campany Release Naat “Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar”?
First OSA Release Naat “Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar”