fbpx
Aye Sabz Gumbad WaleAye Sabz Gumbad Wale

Aye Sabz Gumbad Wale Naat Lyrics Download Free and Naat Lyrics in Roman Urdu of Aye Sabz Gumbad Wale lyrics Naat are provided in Three Languages.  Owais Raza Qadri performs Aye Sabz Gumbad Wale Naat with his renowned, melodic voice, which is adored by millions of listeners worldwide. In order for you to sync with the Naat lyrics, I’ve also embedded the YouTube video following the Best Naat lyrics.

Find The Lyrics to Your Favourite Naat Collection in Many Languages.



Aye Sabz Gumbad Wale Naat Lyrics

Naat NameAye Sabz Gumbad Wale
ReciteOwais Raza Qadrii
Writer Unknown
Producer Unknown
Recorded Unknown
Category Naat
Released DateDec 6, 2012

Naat Lyrics and Translate in Roman Urdu Aye Sabz Gumbad Wale

Ay sabz gumbad waly manzoor dua karna
Jab waqt e naza ay deedar ataa karna
Ay Noor e Khuda aa kar ankhoon mein samaa jana
Ya dar py bula lena ya khawab main aa jana
Ay parda nasheen dil ky pardy mein raha karna
Jab waqt e nazah ay deedar aata karna
Ay sabz gumbad waly manzoor dua karna
Jab waqt e naza ay deedar ataa karna
Main qabar andheri main ghabraon ga jab tanha
Imdaad meri karny aa jana mery aaqa
Roshan meri turbat ko ay noor e Khuda karna
Jab waqt e nazah aaye deedar ataa karna
Ay sabz gumbad waly manzoor dua karna
Jab waqt e naza ay deedar ataa karna
Mujrim hon jahaan bhar ka mehshar main bharam rakhna
Rusva e zamana hun daman main chupa laina
Maqbool yeh arz meri lillah zra karna
Jab waqt e nazah ay deedar ataa karna
Aie sabz gumbad walay manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna
Chehry se ziya paee in chand sitaaron ne
Uss dar say shifa paee dukh dard kay maaroon ney
Aataa hai unhein sabir har dukh ki dwa karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna
Ay sabz gumbad waly manzoor dua karna
Jab waqt e naza ay deedar ataa karna
Mehboob Ilaahi sa koyi na haseen dekha
Ye shaan hai inki k saaya bhi nahin dekha
Allah nay saaye ko chaha na judah karna
Jab waqt e naza aye deedar ataa karna
Ay sabz gumbad waly manzoor dua karna
Jab waqt e naza ay deedar ataa karna





Read More: Haale Dil kis ko Sunae Lyrics

Read More: 12 Rabi Ul Awal

Aye Sabz Gumbad Wale Naat Lyrics in Roman Urdu PDF Download

Muhammad mustafa aye bahar andar bahar aaye Naat Lyrics in Urdu
Aye Sabz Gumbad Wale Naat Lyrics in Roman Urdu

Who wrote the Naat of “Aye Sabz Gumbad Wale” Naat Sharif?

() written the Naat Lyrics of “Aye Sabz Gumbad Wale”.

Who is the Recite Naat of “Aye Sabz Gumbad Wale”?

( Owais Raza Qadri )Recite Naat of “Aye Sabz Gumbad Wale”

Who Campany Release Naat “Aye Sabz Gumbad Wale”?

First Oriental Star Agencies Ltd Release Naat “Aye Sabz Gumbad Wale”