fbpx
Allah-Hooo-Hamd-LyricsAllah-Hooo-Hamd-Lyrics

Hamd Lyrics in Roman Urdu of Allah hoo Allah hoo, اللہ ہواللہ ہواللہ ہو are provided in Three Languages. Nusrat fateh Ali Khan performs this Hamd with his renowned, melodic voice, which is adored by millions of listeners worldwide. In order for you to sync with the lyrics, I’ve also embedded the YouTube video following the lyrics.

Find The Lyrics to Your Favourite Naat Collection in Many Languages.



Naat Lyrics and Translate in Roman Urdu Allah hoo Allah hoo

Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo
Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo

Malik ul mulk lashareeka lahoo
Wahadahoo laa ilaahaa illaahoo

Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo
Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo

Yeh zameen jab na thi yeh jahaan jab na thaa
Chaand suraj na thay aasman jab na tha
Raaz-e-haq bhi kisi per ayaan jab na tha
Tab na tha kuch yahaan tha magar tu hee tu

Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo
Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo

Sana bashar k liyeah bashar sana k liyeah
Tamaam hamd sazawaar hai khuda k liyeah
Ata k samnay yarab khata ka zikar he kya
Tu ata k liyeah hai bashar khata k liyeah

Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo
Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo

Kiyoon piyaa ibn-e-haidar nay jaam-e-fanaa
Khaal khichwai tabraiz ne kiyoon bhala
Daar per charh ke mansoor nay kia kaha
Sab banatay khilonay lay raha tu he tu

Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo
Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo

La ilaahaa teri shaan ya wahdaho
Tu khayal-o-tajassus tu he aarzoo
Aankh ki roshni dil ki awaaz tu
Tha bhi tu, hai bhi tu, hoga bhi tu hee tu

Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo
Allah Hooo, Allah Hooo, Allah Hooo

Allah hoo Allah hoo Lyrics In Roman Urdu PDF Download

Allah hoo Allah hoo Lyrics
Allah hoo Allah hoo Lyrics In Roman Urdu