Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Naat lyrics Download in pdf. Naat Mp3 and Naat Lyrics in Roman Urdu of Hum Ne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Naat are provided in Three Languages. Mehmood J performs Hamary Pyare Nabi Naat with his renowned, melodic voice, which is adored by millions of listeners worldwide. In order for you to sync with the lyrics, I’ve also embedded the YouTube video following the lyrics.
Table of Contents
hide
Find The Lyrics to Your Favourite Naat Collection in Many Languages.
Hum Ne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Naat Lyrics
Naat Name | Hum Ne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar |
Recite | Mehmood J |
Writer | Unknown |
Producer | Shazad Chohan |
Director | Huzaifa Shareed |
Production Manager | Afzaal Ahmad |
Recorded | B2 production |
Digital Marketing | Hamza Khan |
Category | Naat |
Released Date | Jul 17, 2022 |
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Naat Download Mp3
Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Ringtone
Naat Lyrics and Translate in Roman Urdu Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Humne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Unki Tasveer Sine Me Moujood Hai Jisne laakar Kalaame Ilaahi diya Wo Muhammad Madine mein Maujud hai Phool khilte hein Padh kar ke Salle Ala Jhoom kar keh rahi hai ye Baage Saba Aesi Khushbu Chaman ke Ghulon mein kahan Jo Nabi ke Pasine mein Maujud hai Humne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Unki Tasveer Sine Me Moujood Hai Jisne laakar Kalaame Ilaahi diya Wo Muhammad Madine mein Maujud hai Hamne maana ke Jannat bahot hai haseen Chhod kar Ham Madina na jayein kahin Yun to Jannat mein sab hai Madina nahin Aur Jannat Madine mein Maujud hai Humne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Unki Tasveer Sine Me Moujood Hai Jisne laakar Kalaame Ilaahi diya Wo Muhammad Madine mein Maujud hai Chhodna Tera Tayba gawaara nahin Saare Aalam mein Aesa Nazaara nahin Aesa Manzar Zamaane mein dekha nahin Jaisa Manzar Madine mein Maujud hai Humne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Unki Tasveer Sine Me Moujood Hai Jisne laakar Kalaame Ilaahi diya Wo Muhammad Madine mein Maujud hai Woh Abu Bakr, Faruq, Usman, Ali Hai yeh sab un ke deene Mubih ke Faqih Wo Faqeeho ke afsar shahe Anbiya Wo Shahenshah Madine mein maujood he Humne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Unki Tasveer Sine Me Moujood Hai Jisne laakar Kalaame Ilaahi diya Wo Muhammad Madine mein Maujud hai Besahaaron ko sine se lipta liya Jisne Jo Maanaga Usko ata kar diya Wo Fakiron ke Afsar Shahe Ambiya Wo Shahenshah Madine mein Mojud hai Humne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Unki Tasveer Sine Me Moujood Hai Jisne laakar Kalaame Ilaahi diya Wo Muhammad Madine mein Maujud hai
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Naat Lyrics in Roman Urdu PDF Download
Who wrote the Naat of “Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar” Naat Sharif?
() written the Naat Lyrics of “Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar”.
Who is the Recite Naat of “Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar”?
Mehmood J Recite Naat of “Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar”
Who Campany Release Naat “Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar”?
B2 production Release Naat “Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar”